Thursday, May 22, 2014

“Me And Mrs. Shekhwat”

“Me And Mrs. Shekhwat” part -1 "me and mrs. shekhawat" (fite ka first year sare student fite me ate hain...sanyu and randhir bhi) (fite ka first lec khatam hota hain) (canteen me) kaustuki : (sanyu se ) hii i am kaustuki... sanyu : wo hiii i am sanyukta agrwal... kaustuki : friends sanyu : ya sure (nxt day vardhan sir ka lecture hota hain) vardhan sir : so student sabhi ko kisi bhi ek macine ka ek ek parts banana hain usme do student ki team banayi jayegi... (vardhan sir group form karte hain) vidushi and sahil , jiggy and randhir , sanyu and kaustuki.) kaustuki : wow we r together...very nice na sanyu : ha kaustuki (vardhan sir sabko apne marji se parts banane ko kahete hain bur kissike bhi part same nahi hone chahiye....) (sanyu ko car ke engine ko banana hota hain) kaustuki : hey sanyukta why u upset u no na how to make car engine sanyu : (sad ) i no but muje darr lag raha hain... pheli asinment wo bhi car ka engine kaustuki : dont worry..we will make it (sare student apne parts lab me banane me lag jate hain... finally..sanyu ka engine reddy ho jata hain) sanyu : yes ! finally we did it kaustuki chalo ab isse test karte hain... (jab sanyu enging ko test karti hain to wo thik se kam nahi karta...) kaustuki : wht happend...? sanyu : i think kaustuki hamne koi mistake ki hain...kal prestetion hain kya kare... (tense)..hum fail ho jayenge.... kaustuki : no sanyu..dont worry..hum kar lenge..tum kuch kha lo subh tumne break fast bhi nahi kiya... (dono canteen me jati hain) (sanyu ko phon ata hain) sanyu : hiii papa..kaise hain aap...ha main thik hun..and bhot buzzy hun main apko baad me cal karungi...aur apna khyal rakhna..by (sanyu phon rak deti hain) kaustuki : ur father ? sanyu : my father'law... kaustuki : ur married... sanyu : yes ! i am married.. kaustuki : wow..how nice ur law ki tume engineering ke liye allow kiya.. sanyu : ya they r very..caring for me.. kaustuki : and ur husband? sanyu : he;s also.. chalo ab bhot kam hain... (dono lab me engine pe work karti hain) (randhir ne gair cycle ka parts banaya hota hain and he completed his work) (sanyu pareshan ho jati hain kya karu yaar,,) (sanyu ke husband ka call aa jata hain) sanyu : hello.. sanyu;s husband : to kaisi chal rahi hain..engineering... sanyu : (sad) bhot buri maine car ka engine banya hain...par start ho kar fir ruk jata hain... sanyu's husband : (haskar) i told u..ye engring tumse nahi hogi... sanyu : plz help me... sanyu's husband : tume mujse help chaiye...fir se bolo ek bar sanyu : plz majak mat karo... sanyu's husband : ok.. (sanyu phon rakh deti hain) kaustuki : ur husband ? sanyu : ya... (sanyu ko uske husband ka msj ata hain check ur mail) (sanyu ka pati use car ke engane and uski saari detail mail karta hain..jise follow kar ke wo apna engine task complet karti hain) (prestion day) (vardhan sir sabke macine check karte hain...sabke macine me koi na koi fault nikalta hain) (randhir apne parts ka prestetion karta hain..) vardhan sir : intersting...very intersting...ab tak ka sabse acha parts..hain...randhir shekhwat ka.. (vardhan sir ko randhir ko project pasand ata hain) vardhan sir : now last project... sanyukta and kaustiki (dono apni engine ka presntetion deti hain) vardhan sir : ye project tumne banya hain sanyu : yes sir...hum dono ne milkar.. vardhan sir : good work..no mistak.... sanyu : thanku sir (vardhan sir chale jate hain ) (jiggy kaustuki se milne jata hain) jiggy : hi kaustuki kaustuki : hi jiggy., kaustuki : meet my new friend sanyukta jiggy : hi sanyukta (jiggy randhir ko bulata hain ) randhir : iss faltu cheejo ke liye mere pass time jiggy : jane do…wo aise hi hain…. (boys hostel me…randhir apne punching par boxing kar raha hota hain) Jiggy : randhir bhai sanyukta project dekha apne kamal than a… Aur apko pata hain…uski shadi bhi hui hain Randhir : tu to aise bol raha jaise use nobel prize mila…ho.. Apna kam kar wo ye apne nonsecnce band kar… (nxt day library me…sanyu and randhir book issui karne ate hain…) (Sanyu book book dudhte dhute randhir ke pass ati hain,,,dono book ek hi book ko hath lagta hain) Sanyu : ye maine li hain Randhir : isse padh ke tum engineer nahi ban jaogi…do isse Sanyu : tum meri fikra chodo… apni dekho Randhir : wo miss fite…apne had me raho.. Sanyu : and u mr. intlegnd….rakho..ye book..aur jab padhke ho jayegi to muje bhi samja dena.. (sanyu randhir ke hath me book thma kar chali jati hain) (colg me part ki entry hoti hain) #

No comments:

Post a Comment